Skip to main content

Butterfly 🦋 editing

 Butterfly 🦋 editing

October 26, 2021

 




  




 


Moody Brown Tone Lightroom Free Preset Download

0
19402

So guys aaj ke is post per main aap logon Ko dene wala hu Moody Brown Lightroom Preset jis preset ke madad se a aap log just one click mein hi editing kar sakte ho. To guys main aap logon Ko step by step Bata Dunga ki aap logon ko kaise karna hai aap log bus step ko follow karo aur is post ko pura read karo.

 

Lightroom application ke andar 2 type ka hota Hai hi ek hi preset editing dusra Hai manually editing.

 

 

Preset Editing Process :
Light room ke andar one click mein editing karne ke liye aap logon Ko chahie hota hai reset jo bhi aap log tone mein reading karna chahte ho ho jaise ki aaj main aap logon Ko dene wala hun Modi brown lightroom preset aise aap logon Ko har tone kapi set mil jata Hai to aap logon Ko download kaise karna hai please set o main aap logon Ko and Main Bata Dunga yah pahle Jaan lete hain preset ko use kaise karte hain.

 

 

How To Use Preset ?
Lightroom application ke andar aap logon Ko aapka jo photo hai usko add karna hai and uske sath preset ko add karna hai preset ko add kar lene ke bad reset ko open karna hoga open karne ke bad right side ke upar corner mein main aap logon Ko 3 doot ka option milega vahan per click karna hai hi and aap logon ke samne bahut sare option aaega uske andar ek option hoga copy setting vahan per click karke aap logon simply copy setting karna hoga,

 

 

Setting copy Ho jaane ke bad aap logon Ko ab AB apna photo open kar lena hoga and same chij aap logon karna hoga yahan per bhi upar corner mein 3 doot ka option milega vahan per click karne ke bad ab aap logon Ko vahan per dikhega pest setting just aap logon Ko test setting kar dena hai aur aap logon ka photo ek hi click mein editing ho jaega To Aaj main aap logon Ko sikhane wala hun jaise ki brown tone lightroom preset editing.

 

To guys yah to Ho Gaya piece set editing jo aap log ek hi click ke madad se kar sakte ho To chale ab Jaan lete hain manually editing kya hai.

 

 

Manually Editing Process :
manually editing process matlab Naam sunkar hi pata chal raha hai ki manually yani ki aap logon Ko khud ek ek tole ke andar jakar customise karna hoga jo bhi chij aap logon Ko customise karna hai jaise ki light condition colour aur bhi bahut kuchh kuchh tool milta Hai To chaliye ek ek karke a explain kar deta hun.

 

 

 

Light Adjustment:
Pahle aap logon Ko karna hota hai light adjustment light adjustment ke liye aap logon Ko Jana hoga light wale toll ke andar Jo light room ke andar milta Hai thermometer jaisa 1 tool vahan per click karne ke bad aap logon ko bahut sara option milega exposure highlight shadow black white is sabhi option ke madad se aap logon Ko pahle light adjustment karna hoga Apne photo ke mutabik se.

 

 

 

Colour Adjustment:
colour adjustment ke liye aap logon Ko Jana hoga colour wale toll ke andar jo aap logon Ko bilkul bhi light wale tol ke niche milta hai uske andar jaane ke bad pahle aap logon Ko vahan per temperature tint saturation vibrance bagera fix karne ka option milta Hai to aap log yahan se temperature vagaira fix kar sakte ho aur uske upar right side mein milta Hai mix tool jis ke madad se aap log apna photo ka car colour adjustment kar sakte ho yaniki retouching kar sakte ho.

 

 

Mix Tool ke andar jaane ke bad 7 se 8 colour milega and sabhi colour ke andar aap logon Ko teen tole milega hue saturation lumion stino toll ke madad se aap logon Ko aapka photo ka colour adjustment karna hoga sabhi colour mein ja jakar.

 

 

Lightroom Color Filter:
lightroom application ke andar aap logon Ko colour filter ka option milta hai jo aap log use karke aur bhi behtar bana sakte ho apna photo ko aur bhi bahut achcha ek magical effect dal sakte ho to yah aap logon Ko use karna chahie kyunki bahut khubsurat lagta hai use karne ke bad.

 

 

Lightroom Others Tool:
light room ke andar aur bhi bahut sara tool milta Hai jiska madad se aap log aur bhi advanced level mein editing kar sakte ho Ho Jaise ki Ho Gaya man Lo aap logon ko koi photo ka background change kiye ho to uske background ke sath apna photo ko matching karvana Hai To iske liye ek alag tool hai jo hai colour grading tool usko bhi aap log use kar sakte ho yah aap log chahe to photo ka ka de tales badha sakte ho smooth kar sakte ho aur bhi bahut sara kuchhmera YouTube channel ka naam hai SK EDITZ.

 

 

To guys aaj ka jo lightroom preset Hai vah moody brown tone to yah brown tone ka preset aap logon ko kaise download karna hai chaliye ab main aap logon Ko Bata deta hun aur aap log 1 click mein hi Apne photo ke andar moody brown tone dal sakte ho.

 

How to Download Brown Tone Preset?
Moody Brown Preset download karne ke liye aap logon Ko niche ek download button milega vah uske upar click karna hai Jaise hi click karoge aap logon preset vahan per mil jaega aur vahan se aap log download kar sakte ho.

 

 

DOWNLOAD PRESET


Comments

Popular posts from this blog

Tufelahemadeditz